26 January 2017

3 Most Useful WhatsApp Tips in Hindi 2017 (For New Users)

  • Post About 3 Most Useful WhatsApp Tips and Tricks in Hindi 2017
  • Ek Click Me WhatsApp Ke Sabhi Group Ki Notification mute karne ka tariqa
  • Ek click se whatsapp ke sabhi groups se left kaise ho ?
  • Media (videos, photos, audio) Auto Download Kaise Off Kare ?



3 Most Useful WhatsApp Tips and Tricks in Hindi 2017 : Hello friends, MH Smattech par aapka swagat hai or mai hu Mr. Huzaifa. I hope ki aapne meri last post padhi hogi. Jo ki Paytm se bank account me payment transfer karne ke bare me thi.

Agar kisi wajah se aap us post ko nhi padh pae to aap use ab bhi padh sakte hai. Iske lie aapko bs yahan niche di gai link par click karna hai or wo post open ho jaegi.


Anyway, Aaj ki ye post WhatsApp se Related hai. Jaisa ki aap sab jabte hai whatsapp aaj facebook ke bad india dusra sabse bada social platform hai. Facebook ke mukable Whatsapp use karna bilkul aasan hai aur isme naya account bnane ke lie sirf Android Smartphone aur mobile number ke alawa kisi or documents ki jarurat bhi nahi raheti.


Whatsapp tips in hindi | Whatsapp kaise auto download off kare | Whatsapp Group kaise left kare
WhatsApp Facebook ke bad India ka sabse bada Social Platform hai

Aaj hum is post me Whatsapp ki kuchh secret tips ke bare me janenge jise jyadatar whatsapp user's nhi jante specially new users.

3 Most Useful WhatsApp Tips and Tricks  in Hindi 2017


Tips - 1

Ek Click Me WhatsApp Ke Sabhi Group Ki Notification mute karne ka tariqa

Step 1 - Aap jo bhi group ki notification se chutkara paana chahte he use pehle Tap and Hold Kare,

Step 2 - Tap and hold karne ke baad aap wo sabhi group ko select kar le jo jo group ki notification ko aap off karna chahte he, jo group ko aap mute krna chahte h.

Step 3 - Select ho jane ke baad upar ek silent bell jesa icon milega, aap uspe click kr de

Step 4 - Icon pe click krne k baad ek Box Open Hoga Jisme Aapko Option Mil jaege Ki Aap wo sab Group Ko Kitne Time Ke Liye Mute Karna Chahte He, agar aap group ki notification chahte he to uske niche 'Show Notification' Ka Option Hoga Aap use check unchecke bhi kar sakte he.

Tips - 2

Ek click se whatsapp ke sabhi groups se left kaise ho ?

Steps 1 - 2 - Ye step same hi he, jese upar bataya gaya waise aap sabhi group ko select kar le.

Step - 3 - Group select ho jane ke baad uper right side pe 3 dots mipege, waha pr click kare.

Step - 4 - 3 Dots pr aap click karege to kuch option khul jaege, aapko 'Exit Group' par click karna he.

Ise click karte hi aap wo sabhi group se left ho jaege jo jo aapne select kiye the.

Whatsapp tips in hindi | Whatsapp kaise auto download off kare | Whatsapp Group kaise left kare
WhatsApp Logo
Tips -3

Media (videos, photos, audio) Auto Download Kaise Off Kare ?

Step - 1 - Aap ko WhatApp Home Page par upar right side pe 3 dots milege, waha pe click kar ke aap 'Setting' me Chale jae.

Step - 2 - Setting open ho jane ke baad aap 'Deta Usage' pe click kare.

Step - 3 - Data usage pe click karne ke baad 'Media auto download' option par click kare.

Step - 4 - Media auto download pe click karne ke baad, aapko 3 option milege.

1 Whene Using Mobile Data.
2 When connect on Wi-Fi.
3 When Roaming.


Aap apne use ke mutabik option select kare. Waha aapko kuch option milege. usme jo aap automatically download krna chate he use select or unselect kar ke ok kar de.

Agar aapko upar diye gae steps samjhne me mushkil hui ho yaa naa samaz aa rha ho to aap yahan niche diye gae video ko dekh kar bhi sikh sakte hai.


3 Most Useful WhatsApp Tips and Tricks in Hindi 2017 Video Tutorial



  ⏩  Ese bahot sare video aap Yahan click kar ke bhi dekh sakte hai.

Friends, ye to thi whatsapp ke subject par ek useful post. Agar aap bhi ese kisi subject par ku6 sikhna or janna chate hai to muje comment me apna swal likhe. Mai as possible uske bare me new post publish karunga.

Agar aapko 3 Most Useful WhatsApp Tips and Tricks in Hindi 2017 ki post pasand aai ho to apne friends se bhi share karen.